Mazahiya Shayari SMS Page 4



1


Laati hay mohabbat judai mein rung














16 Da "Heleeb" tey 12 Da "Tarang"



Submitted By Muneer
2


Main ne kaha dil ruba
Us ne kaha paise dikha

Main ne kaha paise nahi
Us ne kaha kese nahi

Main ne kaha Mehengai hay
Us ne kaha ja tu mera bhai hay



Submitted By Muneer
3


Tumhari yaad mujhy aisay ati hai Ay Dost




Jesy aandhi mein urrtay huey shopper aaty hain

Phurr..

Phurrrrrr...



Submitted By Muneer
4


Thanda garam ziada piya karo
SmS zara naya kiya karo

Agar SmS nahi hai tou hum se mang liya karo
Hum SmS KIng hain, Hum se muqabla mat kiya karo



Submitted By Muneer
5


Chaand se acha sitara koi nahi
Jaisa hai rishta hamara koi nahai

Chahe saari dunya dhoond lo
Mujh jaisa pyaara....

Aur

Tum jaisa Aalu Bukhara koi nahi



Submitted By Muneer
6


Dard bhara ek shair arz hay


Haath pe lag gai sui

Arz kiya hay

Haath pe lag gai sui


Zara tawajo se sunain

Haath pe lag gai sui



Oui Oui Oui Oui Oui Oui



Submitted By Muneer
7


Kar diya izhaar-e-ishq ham ne Mobile par

Laakh repee ki baat thi 12 aanay main ho gayi



Submitted By Muneer
8


Anmol Dua


Ya Rab mere soye hoye dost ko jaga de
Bistar hay uska narm to pathar ka bana de

Machron ki duty us k upar laga de
Jis ki hawa se wo madhosh hay pankha wo jala de

Or kuch nahi to Bas usse ek saza de
Khuwaab mein usse uski shakal hi dikha de



Submitted By Muneer
9


Achon se ziyada ache ho tum
Sachon se ziyada sache ho tum

Main ne kaha mujhe mohabbat hay tum se

Wo boli "kakay" sharam karo abhi bachay ho tum



Submitted By Muneer
10


Kabhi kisi ko tang kiya nahi karte
Youn fazool sms ya misscall diya nahi karte

Jiska mobile hay usko wapes kardo
Insaano ki cheezon say bandar khela nahi karte



Submitted By Muneer


Pages: 1   2   3   4   5   6   7   8   9   10     Next>

Newer Post Older Post